संदेश

अगर कोई अपनी बीवी के लिए तलाक़ नामा लिखे और उस में अपनी बीवी के बजाए उसकी बहन का नाम लिखे और ज़बान से अपनी बीवी को तलाक दे तो उसकी बीवी पर तलाक पड़ी की नहीं*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 🌹ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *🌹السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *🌹الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *~_____________________________________~* *_🌙 इस्लामी तारीख_* *_12/11/1444_*  *_ज़िल क़अदह_*  *_⛅ दिन; जुम्आ मुबारक_*                                                                                                                                                                                                     ...

तलाक़

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 तलाक़ 🥀*  ✏️हदीस शरीफ़: हुज़ूर सल्लल्लाहु तआ़ला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं, के तमाम हलाल चीज़ों में अल्लाह को सबसे ज़्यादा ना पसन्द तलाक़ है, *📚अबू दाऊद, जिल्द 1, सफह 296* 📌हालांके Talak एक जाइज़ चीज़ है मगर इसका इस्तेमाल खास दुशवारियों और परेशानियों में करने का ही हुक्म है ये नहीं के बात बात में शौहर अपनी बीवी को तलाक़ देता रहे,क्योंके अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त क़ुरआने मुक़द्दस में इरशाद फरमाता है: क़ुरआन: फिर अगर वो तुम्हें पसंद ना आयें तो क़रीब है के कोई चीज़ तुम्हें ना पसंद हो और अल्लाह उसमें बहुत भलाई रखे, *📚 पारा 4,सूरह निसा,आयत 19)* मतलब ये है के कोई इंसान सिर्फ ऐबों का मुजस्समा तो नहीं हो सकता अगर उसमें कुछ बुराई होगी तो अच्छाई भी ज़रूर होगी तो अगर औरत में ऐसी कोई खराबी नज़र भी आती है तो शौहर को उसकी खूबियों पर भी नज़र करनी चाहिए, लेकिन अगर फिर भी तलाक़ की नौबत आ ही जाए तो एक ही तलाक़ देनी चाहिए ताके सुलह समझौते का रास्ता खुला रहे, जैसा के अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त क़ुरआने मुक़द्दस में इरशाद फरमाता है क़ुरआन : तलाक़ दो बार तक है फिर भलाई के साथ रोक लेना है या भलाई के साथ छ...

Shohar Gusse Ya Jhagde Ki Halat Me Biwi Se Ye Jumla Kahe Ki Tum Meri Taraf Se Azad Ho To Is Ka Kya Hukm Hoga Kya Ye Talaq Me Shamil Hoga*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *_🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ_* *_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼_* *_अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..._* *_🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ_* *_🌹فیضان حضور تاج الشريعہ_*           *_✏️ اہل سنت و جماعت_*   *~_____________________________________~* *_🌙 इस्लामी तारीख_* *_12/06/1445_*  *_जमादी उल आख़िर_*  *_⛅ दिन; मंगल_*                                                                                                                                                        ...

TEEN TALAQ KI TEHQEEQ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 TEEN TALAQ KI TEHQEEQ 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم، نحمده ونصلى ونسلم على رسوله الكريم صلى الله عليه وسلم *☆PART 43* *Tarjamah* Unho Ne Is Tarah Kaha Ki Agar Kisi Ne Faasiq Gawahon Ki Maujudgi Me Nikah Kiya Phir Usko Teen TALAQ De De'n, Pas Wo Chahta Hai Us Hurmat Se Chutkara Paye, Ki Ye Nikah Imam Shafai رحمہ اللہ Ke Mazhab Ke MUTABIQ Fasid Hua Tha, Pas Uski Wajah Se TALAQ WAQE Nahi Hui To Uska Ye Qaol Ijmae Ummat Ke Khilaf Hai, Pass Tamam Ummate Muslemah Is Par Muttafiq Hai Ki Jo Kisi Cheez Ke Halal Hone Ka Aiteqad Rakhta Ho To Us Par Laazim Hai Ki Isi Par Aiteqad Rakhe, Khawah Wo Uski Khawahish Ke MUTABIQ Ho Ya Mukhalif Aur Jo Kisi Cheez Ke Haram Hone Ka Aiteqad Rakhta Ho To Us Par Bhi Laazim Hai Wo Dono Halaton Me Usi Ka Aiteqad Rakhe, Aur Ye Talaq Dene Waale Wali (ولی) Ke FASIQ Hone Ki Wajah Se Nikah Ko Faasid Nahi Kehte Magar 3 TALAQ Ke WAQT Aur Ye Log Aurat Se Nafa Lete WAQT Aur Wirasat Me Hissedar Hote WAQT Nikah Ke Faasid Hone Ka Dawa Nahi Karte, Au...

TEEN TALAQ KI TEHQEEQ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 TEEN TALAQ KI TEHQEEQ 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم، نحمده ونصلى ونسلم على رسوله الكريم صلى الله عليه وسلم *☆LAST PART 45* Ummid Hai Is Kitab Ka Padhne Wala Kabhi Gumrahon Ke Hatthe Nahi Chadhega Aur Khuda Wa Rasool Ka Ijma E Muslimeen Ka Farmabardar Rahega. *DAAWA.* Mai Dawe Se Kehta Hun Eik Majlis Ki 3 TALAQ 1 Hai Ise Gair Muqallideen Qayamat Ki Subh Tak Sahi Sareeh Marfu Aur Gair MU'ARIZ Hadees Se Nahi Bata Sakte Aur Is Par Ijma E Qattai Sabit Nahi Kar Sakte. Allah Pak Hame Sarkar Imame Azam Abu Hanifah Noman Ibne Sabit Ibne Zuta Kufi رضی اللہ عنہ Ke MAZHABE HAQ Ke MUTABIQ Quran O Sunnat Par Amal Ki TAUFEEQ Ata Farmaye Aur Apne Pyaro Ke SADQE Gumrah Wa Gumrah Garo Se Mehfooz Farmaye. (Aameen) ♻ Endings.....🔚💝 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

TEEN TALAQ KI TEHQEEQ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 TEEN TALAQ KI TEHQEEQ 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم، نحمده ونصلى ونسلم على رسوله الكريم صلى الله عليه وسلم *☆PART 44* Is Ibarat Se Wazeh Hua Ki Jis Shakhs Ne 3 TALAQ Dee Aur Us WAQT Wo Hanfi Tha To Us Par Lazim Hai Ki Wo 3 TALAQ Ke WAAQE Hone Ka Aiteqad Rakhe, Aur Apni Khawahish Ke MUTABIQ 3 TALAQ Ko Eik Sabit Karne Ke Liye Kisi Gair Muqallid Ahlehadees Mulla Ke Paas Na Jaye, Aur Waise Bhi Uske Baatil Fatwe Ka Ise Koi Faidah Na Hoga, Kyun Ki Jise Allah Wa Rasool Ne Aur Ummat Ke Ijma Ne Haram Kiya Hai Wo KISI Sadak Chap Mulla Ke Fatwe Se Jayez Na Hoga Biwi Uspe Bina Halalah Kiye Halal Na Hogi, Aur Yahan Hum Maujudah Tamam Gair Muqallid Molviyon Se Kahenge Wo Kam Az Kam Apne Imam O  Peshwa Shaikh Ibne Taimiyah Ki Hi Maan Kar Kisi MUQALLID MUSLAMAN Ko Aise Fatwe De Kar Gumrah Na Karen. Alhamdulliah Faqeer Ne Apni Is Kitab Me TALAQ Ke Ahkam O Masayel Neez Quran Wa Sahi Hadees Se 3 TALAQ Ka Hukm Phir Uski 1400 Saala Tareekh Aapke Saamne Rakh Dee Aur Mazeed Ga...

TEEN TALAQ KI TEHQEEQ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 TEEN TALAQ KI TEHQEEQ 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم، نحمده ونصلى ونسلم على رسوله الكريم صلى الله عليه وسلم *☆PART 42* *“Gair Muqallideen Ke Apne Ghar Se Unke Khilaf Daleel"* Wahabiyah (Gair Muqallideen) Ke Imam O Peshwa Ibne Taimiyah Ke Nazdeek Bhi Hanfi Shakhs Ko 3 Talaq Ko 1 Manne Ka Fatwa Dena Batil Aur Ijma Ke Khilaf Hai, Ibne Taimiyah Ne Apne Fatawe Me Ye Usool Bayan Kiya Hai Ki Jo Jis Mazhab Ka Pairokar Ho Use Uske Mazhab Ke Mutabiq Hi Amal Karna Chahiye. Mahez Faide Ke Liye Dusre Mazhab Par Amal Karna Na'jayez O Haram Aur Puri Ummat Ke Ijma Ke Khilaf Hai, Jaise Aaj Kal Log Gusse Aur Jazbaat Me Besoche Samjhe Eik Sath 3 Talaq De Dete Hain Phir Gussa Thanda Hone Par Pachtawa Hota Hai Ki Ye Mai Ne Kya Kar Diya.? Jab Kisi Taraf Se Koi Rasta Nahi Milta Hai To Apne Mafaad Ke Liye Firqah Ahlehadees Ke Paas Jate  Hain Halaki Talaq Dene Se Qabl Wo 4ro Me Se Kisi Na Kisi Imam Ka Muqallid Zaroor Hota Hai Aur Uska Khayal Bhi Yahi Hota Hai Ki 3 Talaq 3 Hi Hai ...